Namskar Dosto Swagat Hai Apka Powerfullidea.com Mein. Agar Aapke Pass Blog/Website Hai to ye Post Aapke Liye Bahut Important Hai dosto Aap Apne Website Ko Jab Desgin Karte Hai.
To Usme Template Bahut Hi Important Hota Hai Jisse Different-Different Type Ka Desgin Kar Sakte Hai Aur Apne Blog Ka Impression , Look Badhiya Kar Sakte Hai Sabhi Blogger Custom Template Use Karte Hai
Benefit Of Custom Template Of Upload For Blog / Website
Table of Contents
- Dosto Ab Aap Janege Ki Hame Custom Template Se Kya Benefit Hoga
- Agar Aap Custom Template Use Kar Rahe Hai To Aapke Website Ka Desgin Aur Website Loading Kam Hoga
- Template Se Aapke Website Ka Look Badhiya Ho Jayega Aur Aapke Aane Wale Visitor Ko Bhi Achha Lagega
- Aapki Traffic Increase Hogi Aur Aapke Website Ka Impression Bhi Hoga
Blogger Blog Ke Liye Kuch Important Template
1.Ribbon-Ribbon2 : Ye Dono Template Bahut Hi Popular Hai Aur Badhiya Features bhi Hai
2. IBeat : Isme Whatsapp Share Ka Bhi Option Hai Aur Iski Desgin Bhi Achhi Hai Aur Seo Friendly Bhi Hai
3. SIMPLIFY 2 : Responsive,Seo Friendly,Short Code,Recent Post, sitemap Etc.
Blogger Me Custom Template Kaise Lagaye
Hello Friends Aapko Mai Bataunga Template Kaise Lagate Hai
Note :- Template Upload Karne Se Pahale Backup Jarur Le Le Jisse Kisi Problem Ki Wajah Se Fir Pahle Wala Template Upload Kar Sake
Step 1. Sabse Pahale Blogger Ke Dashboard Par Jaye
Step 2. Uske Baad Template Ke Feature Par Click Kare
Step 3. Ab Aapke Samne Template Ka Pura Feature Samne Aa Jayega Backup And Download Ke Option Par Click Kare
Step 4. ab Aapke Samne Custom Template Download Karne Ka Pura Option Show Hoga
Step 5. Ab Choose File Par Click Kare Aur Jo Bhi Template Upload Karna Hai Use Choose Kare
Step 6. Last Me Upload Ke Button Par Click Kar De Aapka Custom Template Download Hona Start Ho Jayega
Congratulations :- Aapne Custom Template Laga Liya Hai
Final Word
Isi umeed ke sath apse vida lete hain ki apko yeh Blogger Me Custom Template Kaise Lagaye post achhi lagi hogi kyonki maine apko isme har ek tips bta diya hain agar apko achha lga hain to Instagram page ka link diya hain aap usko jarur follow karen wahan apko bahut jaankari mil jaati hain.
- Top 7 Important WordPress Plugin
- Google Webmaster Kya Hai
- Sitemap Kya Hai
- Meta Tag Description Kya Hai
agar aap humari post me diye huye instruction ko follow karte hain ya fir humara support karna chahte hain to humare sath Instagram pe Juden. agar apko isme koi problem lagti hain to comment krke hume suchit karen hum isme corection kar denge.