Namskar Dosto Aaj ke is post me hum janenge Blog Kaise Banaye | How to Make Website in Hindi.
Agar Aapke Pass Free Website Nahi Hai To Ek Post Aapke Liye Bahut Helpful Hai Aur Aap bahut Asani se Bana Sakte Hai.
Blogger Free Website Blog Kaise Banaye Sabhi log Chahte Hai Unka bhi blog ho Ye Post Aapke liye Bahut Help Karega
Website/Blog Kyu Banaye Benefit Of Website
Table of Contents
Dosto jo log soch rahe honge ki kya fayda hai aur ise kyu banaye to unko bata de ki Aapko ek badhiya platform deta pure World me Apne Baare Me Janane ke liye Aur Aap Isse Famous Bhi Ho Sakte Hai
For Example
- Website ke Use Se Online Business kar sakte hai
- Kisi bhi Product Ka Online Marketing Aur Promotion ke liye Bhi Use Kar Sakte hai
- Smart Work Karke bhi website ke Throw Earning Ke Liye
- Apne Ander ke Talent Ko Pure Duniya me Batane Ya Share Kar Sakte Ho Website Ke Throw
[2021] Blog Kaise Banaye | How to Make Website in Hindi
Free Website Banane ke Liye 2 Cheej Ki Jarurat Padegi
- Email (Gmail ) Account
- Desktop/Android Phone
Gmail Account :- Iske Help Se Aap Website Banane ke Avail Ho
Desktop/Android Phone :- Iski Help Se Aap Website Banane Ki Process Kar Sakte Hai
Free Blog / Website Kaise Banate Hai Puri Jankari In Hindi
Step 1. Website Banane Ke Liye Sabse Pahale www.blogger.com Par Jaye
Step 2. Ab apne gmail account Ko Dale Aur Password bhi Dale Aur Last Mr Continue Par Click Kare
Step 3. Ab aapka Id Login Ho Jayega Aur Aap Blogger Ke Dashboard Me Pahuch Gaye Hai
Step 4. Ab Dashboard Par Aane Ke Baad Upar Left side Me New Blog Par Click Kare
Step 5. Ab Ek New Page Open Hoga Jisme Aapko Apne Blog Ka Title ,Blog site URL Aur Template Ko Apne Man pasand Select Kare
- Aapko Isme Website Ka Pura Title Dalna hai
- Isme apne Website ka Url Dale (xyz.blogspot.com)
- Isme aapko kuch Template diye gaye Hai Jo Aapko Achha Laga Use Choose Kare
- Last Me Create Blog Ki Button Par Click Kare
Congratulations : Dosto Aapka Website Susessful Ban Chuka Hai
Final Word
Isi umeed ke sath apse vida lete hain ki apko yeh [2021] Blog Kaise Banaye | How to Make Website in Hindi post achhi lagi hogi kyonki maine apko isme har ek tips bta diya hain agar apko achha lga hain to Instagram page ka link diya hain aap usko jarur follow karen wahan apko bahut jaankari mil jaati hain.
- Top 7 Important WordPress Plugin
- Google Webmaster Kya Hai
- Sitemap Kya Hai
- Meta Tag Description Kya Hai
agar aap humari post me diye huye instruction ko follow karte hain ya fir humara support karna chahte hain to humare sath Instagram pe Juden. agar apko isme koi problem lagti hain to comment krke hume suchit karen hum isme corection kar denge.