Hello Friends Agar Aap Blogger/Wordpress Ya Youtube Par Hai To Aapke Liye Adsense Account Kaise Banaye yeh janna Bahut Jaruri Hai Kyu Aap Isse Bahut Jayda Earning Kar Sakte Hai Agar Aap Chahe To Google Adsense ke Bina Bhi कई तरह से Paise Kama Jaise Affiliate Program,Chitika,Infolinks etc.
Adsense Account Banane Ke Liye Kya Kya Chahiye ?
Table of Contents
Aapko Account Banane ke liye kuch Basic cheej Chaiye Adsense Account aap hi Account bana Sakte hai
1. Email (Gmail) Account
2. Website/Blog, B. Youtube Channel
1. Email (Gmail) Account :- Aapke liye Email Account Ka Kaam Apply karne Me Jaruri Hota Hai
2. Website :- Jab Aapke Pass Website platform hota hai To aap iske liye Apply Kar Sakte Hai
B. Youtube Channel :- Agar Aapke Pass Koi Youtube Channel Hai To aap Isse Bhi Adsense ke Liye Apply Kar Sakte Hai
Adsense Account Kyu Banaye Aur Isse Fayda
Agar Aapke Man me Yah Question Aa Raha hai Kya Benifit hai Aur Kyu Banaye To le Ki Aap Isse Bahut Sare Paise Kama Sakte In
Benefit Of Google Adsense
Ab Jab Aap Apply karne ja rahe hai to aapke liye Benifit Janna Bahut Jaruri hai
1. Adsense Advertisement Ki Bahut Badi Company Hai Jo Aapko Advertisement Show Karne Ke Paise Deti Hai
2. Aapko Click Ke Paise Deti Hai Jisse Aapko Advertisement Ka Kuch Part KaPaisa deti Hai
Google Adsense Kyu Use Kare
1. Agar Aapke Website platform/ Youtube Channel Platform Badiya Aap Work Kar Rahe Hai To Aap Isse Bahut Jyada Paise Kama Sakte Hai
2. Bahut Accha Platform hai Paise Kamane Ke Liye Jisse Aap Per Month Lakho Rupay Kama Sakte Hai
Warning :- Account Banane Se pahle bata du Aapke Website/Blog Par minimum 100-150 Uniqe Pageviwes Hone chahiye Warna Aapka Apply Disapprove Kar Diya Jayega
Google Adsense Account Kaise Banaye
Step 1. Adsense Account Banane ke Sabse Pahle Adsense.com Par Jaaye
Step 2. Sign Up Now Ke Button Par Click Kare
Step 3. Ab Aapke Samne New Window open Hoga jisme Aapke Apne Login Account dikhayi dega Aur Create of Use Other Account to isme Aapko Yes ki Button par Click Kare
Step 4. Ab Aapke Samne Adsense ka 2nd Page Open Hoga jisme Aapko Details Dalna Hoga
1. Apne Website Name (www.xyz.com)
Jo aapne website ka name www ke Sath Dale
2. Website/ Blog Ki Language Dale
3. Last Me Continue Par Click Kare
Step 5. Aap Aapke Samne Adsense 3rd Page Ya Last Step ka window open Hoga
Note : Ye Page Bahut Important Hai Kyuki Ise Adress Par Pin Verify Ke liye Code Jayega Isliye Is Form Ko Badhiya Se Bhare
1. Isme Apna Country Choose Kare
2. Isme Aaapko Apna Time Zone dalana hai India ke liye +5: 30 Kolkata Dale
3. Is option me aap kya work karte hai agar aap business ke chahte Hai to Business Select kare
4. Isme aapko Paaye Name dale jisse aapke bank Account ka Naam Ho
5. Isme aapko A apna Adress sahi se dalna hai Kyuki isse aapko pin Verify hoga
6. Isme Aapko Apna City Choose Kare
7. Isme aapko Apna State Dalna hai
Jaise = Mai Uttar Pradesh ka hu To Uttar Pradesh Dala hai
8. Isme Apne Area Ka Pin Code dale
9. Isme Apna Phone Number dale
10. Isme Aap Kis Liye Adsense Account bana rahe hai wo dalna hai (Agar Aap website ke bana rahe hai to { Online Forum Ya Blog } Ke Option Ko Select Kare
11. Isme Aapko Sabhi Line ko Tick Karna hai
12. Ab Apne Sabhi Fill Ko Check Karke
Submit My Application Ke Button Par Click Kare
Congratulation :- Dosto aapne Google Adsense ke liye Sussesful Form Ko Submit Kar Diya hai
Note : Aapke Website Ko Review Karke Aapko Report 2-5 Din Me Aa Jayega
Dosto Aapko Ye Artical Kaisa Laga Koi Problem Aaye to Comment Karke Puch Sakte Hai